Tablighi Bayanat

Tablighi Bayanat This page is for tablighi byanat lovers. Please Share with your friends. www.dawatabligh.blogspot.com

11/03/2024


is clip may maulana ahmed laat sahab nay bayan kia kay ye qurran hai ye hudan linnas hai is may her aik ki rehbri hai tumharay samnay log mar mar ker jahannam may ja rahay thay sab kuch jantay thay aik allah ko hi nahi jantay thay ab pata nahi kitnay dinnon kay program or kaisi kaissi iskemain marna hai mer ker allah ko mun dikhana hai is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria,

11/03/2024


is clip may maulana ibrahim dewla sahab nay bayan kia kay allah tallah nay karram farmaya hai or hum ko zimay darian di hain or zimaydari puri kernay per innam or ikram kay wadday kiay hain ye barra sharf or bari izzat kay allah tallah zimmay daria bhi day or zimaydari puri kernay per innam or ikram or galto ho gaye to maffi bhi milti hai kaam kernay walon ko maffian jaldi milti hain balkay phellay maffi mil jati hai is clip ko zarror sunnain or share bhi kerain shukria,

10/03/2024


is clip may maulana jameel sahab r.a nay bayan kia kay hadees may hai khabbardar jis nay kissi kafir per zullam kia ya us ki haq talfi ki ya koi cheez us ki dil ki khussi kay bagg*ir lay li ya us ki taqat say zida boujh daal dia qiamat kay din may us ka himayati or wakeel ban ker allah kay darbar may musalman kay khillaf qais laroon ga ye hai islam kafiir per bhi zarra takleef daina ye islam ko gawara nahi tha is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria.

raiwind old worker jor 2024
03/03/2024

raiwind old worker jor 2024

Share your videos with friends, family and the world

02/03/2024


is clip may maulana ibrahim dewla sahab nay bayan kia kay dunya ko allah talla nay aisa hi paida kia hai yahan mukhtalif hallat aatay hain allah nay dunya ko hallat ka ghar banaya hai aik hall baqi nahi rehta jo ho ga allah say ho ga allah kay g*ir say nahi ho ga us ki qudrat kay bhout say assar humari zindagion may hain gour kerain kay tumhara bachpana kis nay banaya tumhari jawani kis nay bannai or tumhara bhourrapa kis nay banay is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria.

18/02/2024


is clip may maulana ahmed laat sahab nay bayan kia kay waeedon ka khouf bay adbion say masiaton say gustakion say nafarmanion say wo aqidon say mutaliq hon ya ibadat say mamlat say dunyavi line kay shubbon say ho ya deeni line say mutaliq hon is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria.

17/02/2024


is clip may maulana zia ul haq sahab nay bayan kia kay dekho aik jammat ko kam samajhna do teen jamaton ko kam samajhna kia hai do teen jamatain hain is ko to aik hi sambhal sakhta hai agar banda is naimat ki qaddar dani keray ga jo aik banda aya hai is ki qaddar dani keray ga us ko aik na samjhay is ka ammal pourray aalam per per raha hai to allah ki zaat say umeed hai kay is jaga ko abbad ker day ga hamari zaat ki wajja say nahi aaye balkay is kaam ki wajja say aaye hain is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria.

13/02/2024


is clip may moulana ahmed laat sahab nay bayan kia kay insan ki hassiat is qainnat may aissi hai jaisay aadmi kay jissam may us kay dil ki hassiat dil ki sehatat per sara jissam hishash bishash waqat per khana khata hai piyas lagti hai pani peeta hai sans laita hai hansnay kay mouqay per hansta hai ronay kay mouqay per roota hai dil may khuch farq aa jata hai is clip ko khud bhi sunnain or share bhi kerain shukria.

09/02/2024


is clip may maulana ibrahim dewla sahab nay bayan kia kay isteqamat jo hai wo deen ki naimmat ka shukkar hai sab say bara sadma hazrat muhammad s.a.w.w ka wissal hai jab mayoussi aa gayi or himmat har g*i to in may baiddari lana himmat laana ye is ummat ka kaam hai jamnay wallay ko allah badla dain gay shukkar kernay walay ko allah badla daitay hai her haal may is kaam per jamna ye isteqamat hai is clip ko sunnain or share bhi kerain shukria.

06/02/2024


is clip may maulana zia ullah sahab nay bayan kia kay ye kaam marakiz kay zimay mashwaray say daal dia hai ye jitna majma hai ye purri dunya ka majma tiyar ho raha hai ye aik banday kay bannay ka kaam hai kay banda banda ban gay us ka taluq allah say ho gay wo aihkamat ko daikhnay wala ho gaye hum amanat dar ban ker or scha ban ker or allah say mang mang ker jitna ho sakta hai wo ker lay is clip ko sunnain or share bhi kerain shukria.

05/02/2024


is clip may maulana ahmed laat sahab nay bayan kia kay musalman kay jaan ki her had or maal ki her paai hai hi illaye kalma tullah kay liy musalman ka maal or jaan mitti per dhool per dhokay per gabban per lag raha hai allah nay tumahara naam musalman rakha hai allah nay deen ko pasand kia hai is clip ko sunnain or share bhi kerain shukria.

03/02/2024


is clip may maulana jameel sahab r.a nay aik arab jammat ki karguzzari bayan ki clip ko sunnain or share kerain shukria.
humaray is page ko follow kerain or share kerain shukria.

Address

Raiwind
55150

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Tablighi Bayanat posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share